Islam » Discussions


Kya he Islaam ?

  • Member
    July 25, 2017
    Kya he islaam ? Kyaislaam ek dharm he ya sirf ek maanyata? Kon he jisne islaam ki shuruaat ki or eski shuruaat kin halaato ya kaarno se hui ?
  • Leader
    August 8, 2017
    Islam Ek dharm hai. Adam (as) jo ki first prophet hain aur is dharti pr aane wale pehle manushya bhi wo is duniya jahan ko banane wale sirf ek rab ki ibadat krte the. Unhin se duniya ki shuruat hui. Hum sab unhi ke bachhe hain aur wo hamare ancestor. Allah ne unhe 700000 languages se nawaza tha. Sabse badi galat fehmi jo Islam ko le kr hai ki prophet Muhammad is the founder of Islam in fact we are taught this in gk which is erroneous. Prophet Adam(as) k baad 124000 prophets/nabi/paigambar aaye in m se Kuch ke naam shayad aapke bhi sune honge.

    Isa (as) was our last second prophet who came before Prophet Muhammad PBUH, Isa (as) aka Jesus Christ is worshipped by Christians. Allah ne unhe Kuch taqato se nawaza tha jese ki murde ko zinda kr Dena etc aur log unhe khuda samajh bethe.

    Musa (as) was our prophet, inhe bhi Allah ta'ala ne Kuch alag nemato se nawaza tha aur Jews inhe khuda smjh bethe aaj Jewish/yahudi  log in ki pooja krte hain.
    Daud (as) bhi Hamare nabi the jinhe aaj Dravidian poojte hain

    <p>Aur bhi nabi hain jinhe Allah ne Kuch alag neymatein de kr bheja tha pr log unhe hi khuda maan bethe&nbsp;</p>
    <p>Allah ne prophets ko isliye bheja tha taqi wo logon ko gumrahi se bachaien aur Ek rab ki ibadat krne ki dawat dein.</p>
    <p>Hope you got your answers. If not, please let me know.</p>
  • March 14, 2019
    Coffee is not that much popular among people. The major reason is the availability of these coffee seeds. Because, according to custom assignment writing service they grow only in one region of world and that is Hawaiian island.