Baccho to green vegii dekhte hi bas ek hi aawaj aati h ye mujhe acchi nhi lagti....gatte to aaram se kha lete h....
Gatte banane ke liye-
Basan 2 cup
Jira 1/2 teaspoon
Lal mirchi powder 1 tp
Salt 1/2tp
Sabut dhniya 1/4tp
Oil 4 tp
Water1/2 cup
gravy banane ke liye-
Oil 3 table spoon
Jira 1/4tp
Dahi 1 cup
Lalmirch pawder 1, 1/2tp
Haldi 1/2 tp
Salt 1tp
dhaniya pawder 1tp
onion chotte 3 (round cut )
Lahsun
Hara dhniya
Hari mirch
Garm masala powder
Lets make it-
Gatte banane ke liye basan me sare masale dal de moyan ke liye oil dal de pani dal kar dohe tayar kar le ye gila na ** ab hatho se iske gatte bana le ..ek bartan me 1 1/2 li pani boil kare pani me ubal aa jaye usme gatte boil kare gais ki aanch tej mid 10 se 15 dhakkne laga de gatte pe buble ban jaye tab tak ...ab ek pan me oil garm kare usme jira dale dahi me garm masale ko chodkar sare sukhe masale dal kar mila le oil garm hone pe onion lahsun dal de 2 min bad dahi jo masalo ke sath tayar kiya add kar de masala accha bhun jaye gais ko kam hi rkhe nhi to masala jal jayga jab tak oil uper nhi aa jata tab tak bhunne de aur gatto ko chotte chotte kat boil kiye gatte ka pani phanke nhi wo pani hi gravy ko thik karga masala bhun jane ke bad gatte dal de aur gatte ka pani bhi ubal aane de garm masala powder dal de dhaniya mirchi dal kar gatte ki sabji ko sarv ke liye tayar kare....